❤️🥺❤️
Meri Pyaari Jan
Mujhe pata hai mai ne tumhara dil dukhaya,
aur is ke liye mai bohat sharminda hun.
Tum meri sab se pyari ho,
tumhare baghair mai kuch nahi hun.
Please mujhe maaf kar do na 🙏
Ab aisa kabhi nahi hoga, pakka wada.